yatra

Wednesday, July 30, 2008

तखलिया

पता नहीं कौन सी' की' दब गई और पुरी इबारत ही मिटा के रख दी .......यूँही कभी -कभी जिंदगी मैं भी होता है हम पता नहीं किस झोंक मैं क्या कर बैठते हैं और एक नई कहानी बनके सामने आती है। कहानी यूँ कि.. भोगने वाले के लिए तो वो यातना या जो कुछ है लेकिन सुनने वाले के लिए एक किस्से से ज्यादा कुछ्भी तो नहीं ........तभी मुझे अपने कुछ ऐसे दोस्त अच्छे लगते हैं जो लबों पर अपने जीवन की यातना आने ही नहीं देते सदैव प्रस्सन .....

हाँ मैं जो लिखते लिखते मिटा बैठा उसे याद कर के फिर लिखने कि koshish करता हूँ .....

जब कभी मैंने अपने दास्ताँ-ऐ-गम से कहा तखलिया ...तो वो और ज़ोर से मेरे सीने से चिपक गई ...सैकडों बिच्छू जैसी जीवन कि कहानियाँ....ये कहानियाँ ही हैं तुम्हारे लिए मेरे दोस्त ..क्यूंकि यदि मैं तुम से इन्हें सच मानने केलिए कहूँ तो शायद हमारी दोस्ती मैं बल पड़ जायें ...मैं किसी बादशाह कि तरह हुक्म उन्हें कैसे दे सकता हूँ । सफर मैं बिस्तरबंद के बोझ कि मानिंद उन्हें ढोता हूँ । क्यूंकि मुझे नींद नहीं,ख्वाब नहीं, आराम नहीं चाहिए ,मेरे सफर का बोझ ,मेरा बिस्तरबंद ,जो चारागाह है मेरे ग़मों का ...साथ रख कर मैं यात्रा करता हूँ ....और सोचता हूँ कि तुमने कैसे सिख लिया हँसते हुए जीना ..हो सके तो मुझे भी वो फलसफा दो मेरे दोस्त .....ताकि मेरे तःक्लिया कहते ही ये सब मुझे एकांत मैं छोड़ दें .....मैं मुस्करा सकूँ तुम्हारी तरह दो चार गम होने के बावजूद ...

यात्री (उबन मैं )

3 Comments:

Blogger Pawan Kumar said...

Dear Sumati
Kafi dino baad blog par dikhayi diye....purane tewaron ke saath. safar me bistarband hona zaroori nahi hai agar aap bistarband le ke safar kar rahe hain to ye aapki gaflat hai....warna AC ke safar me to chaddar-takiya-kambal to mil hi jaate hain. Aadatan is tarah se safar karenge to kast hoga hi....Doosaron ko bina bistarband ko dekh kar pareshaan mat ho...safar me maza saaman ke saath nahi bina saaman ke hai...zindgi ho ya safar saaman jitna kam hoga utna hi accha....khuda hafiz

July 30, 2008 at 7:16 PM  
Blogger मनीषा said...

Dear sumati,
agar takhliya kahne se hum sab akele ho jate aur gam ya yaden chut jati to zindagi neeras ho jjati. ho sakta hai sunne walo ko kissa lage per kucch hamesha aapke saath hote hai shayad unhe dil k kareeb hote hue bhi nahi dekh pate. gum aur dukh to har kisi k saathi hai aur saathi hamesha sacche hote hai aur unko kahne se dosti me bal nahi pada karte balki rishte mazboot hote hai.Bistarband zayda bhari mat kare doston se baant le phir safar me neend bhi aayegi aur aaram bhi jab aap aaram se soyenge to haseen khawab kya nahi aayenge. Muskurane se khuda bhi kush hota hai aur dost bhi aur sacche dost aapki muskurhat ka raaz zaroor pehchan jayenge ki aap vaakai kush hai ya nahi.
ek aur baat apse kehna chate hai ki jab kabhi bhi aap muskurate hai gum apne aap ko behad akela pata hai aur aapki zindadili dekh k beech safar me hi utar jata hai.
please muskuraiye , aapko takhliya kehne ki zaryrat nahi hogi kabhi bhi nahi .......... yakeen kare

July 30, 2008 at 10:55 PM  
Blogger sumati said...

train ka safar bhi koi safar hai,ensan ke andar ki yatra,enshan ki apni sharton per,ya waqt ki gart ke neeche-2 samay ke bahaw ke viprit---ko hi humain yatra manni chahiye varna hum yatri aur pryatak ke beech ki rekha kab langh jayenge pata nahin chalega..main yatna ka yatri..muktibodh ke andhere main ka hero...bhari bojhil pairon se yatra karta hun..bistarbandh,main ,aapke comment mujhe takiya ki tarha rahenge...apki hauslaafzai ka shukriya....aur ac ki abhijatyata se door main pagdandiyon ka sukh mangta hun ...la k do mujhe,,,main abhari bhi rahunga.

sumati

August 1, 2008 at 12:11 AM  

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home